Tuesday, September 19, 2023

Milad un Nabi Biddat Ya Muhbat

Milad un Nabi Biddat Ya Muhbat? Faisla Aap Khud Karen

Kia Meelad un Nabi Manana Biddat Hai? Milad Ke Bary Mein Janiyee ahm Sawal Jawab



Download From Play Store : https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam3d.madaniapps.eidmeladunnabi.rabiulawal

Biddat Ya Izhar-e- Muhabbat ?? Eid Melad un Nabi ﷺ Book

jesy hi Rabi ul Awal ka mahina shoro hota hai log idr udr se be tuki baty shoro kr dety hen jesy...

"milad manana biddat hai"

"kia melad Hazrat Muhammad ﷺ ke sahaba ne manaya?"

"Milad un Nabi Alahazrat Imam Ahmed Raza ne Ejaad kia"

Rabi-al-awwal ka maheena shuru hotay hi aik taraf log huzoor? ki wiladat ka zikar kar –apne dilon ko Munawar karte hain to doosri taraf kuch log milad par terhan terhan ke aitraaz karte

nahi thaktay. milaad kahan se saabit hai? milad bidat hai aur 12 Rabi-al-awwal to wafaat ka din hai aur bhoolay bhaale musalmanoon ko gumraah karne ki koshish karte hain .

isi baat ko mad nazar rakhtay hue Islam3d Madani Apps ne aik bohat achi kitaab ko app ki shakal mein badla hai jis mein milad ke baray mukhtasir magar jame andaaz mein quran o hadees se melad النبیﷺ ko saabit kya gaya hai. aur is ke ilawa moatarzin ke aitrazaat ko Ilmi aur aqli dalail se radd kya gaya hai .

ahem darkhwast :

 meri tamam ahal ilm se گزراش hai ke aik baar is kitaab ka mutalea zaroor karen. taa ke aap bhi bana kisi vahm ke josh وجذبہ ke sath milaad النبیﷺ ka

ihtimaam karen. jo log pehlay se ilm rakhtay hain woh bhi is kitaab se zaroor kuch haasil karen ge .

Peshe Nazar: 

12 Rabi ul Awal melad un nabi ki khushi aur iss mein mussarrat ka izhar ek sachy momin ki pehchan aur usky jazba qalbi ka elan hai. jis mein na kisi kism ki koi burai hai na koi qabahate sharee na daleel ki hajat na behas ki zarorat balky har musalman ka emaan bolta hai Ke Nabi pak ﷺ ki 

wiladat ki khushi manana eman ke ek hissa hai.

* Ahm Safhaat

* Taruf Melad un Nabi

* Quran se Melad ka Saboot

* Hadith se Melad un nabi ka saboot

* Muslim Mulko Mein Melad 

* Kia Milad un Nabi Biddat Hai?

* Melaad Aur Eid

* 12 Rabi ul Awal Wafat Ya Wiladat

* Eid Melad un Nabi aur Ijame Ummat

* App Ki Khasosiyat:

* Safhay ko Pasandeeda kr sakty hen aur phr tamam pasandeeda safhaat 

   ki mukamal list dekh sakty hen

* Apni marzi ke Safha Per ja skty hen.

* Mukamal Safhat Ki list bhi alg se di gai hai.

* Parhny ke aitbar se dilchasp ar clear Font aur Size 

* Pasandeda Safha ko ap gallary mein download Bhi Kar sakty hein.

* Credit/Tribute: 

Yeh Kitab/book ( Biddat Ya Izhar-e-Muhabbat? Eid Melad un Nabi) "Mufti Farhan Qadir" sb ne Tehreer farmai hai Jo Molana Azad College se farig ul tehseel hai aur support mein  Khawja Gareeb Nawaz Organization Kolkata kar ahm kirdar hai . 

Aur iss kitab Eid Melad un Nabi book ko app ki sorat me asaan alfaz mein "Islam3d Madani Apps" Developer ne banai hai. Humara maqsad Hazrat Muhammad ﷺ ki taleemat aur islam ko pori dunia tak phelana aur musalmano mein Quran aur hadith ki roshni phelana hai.

Download From Play Store : https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam3d.madaniapps.eidmeladunnabi.rabiulawal

Monday, August 28, 2023

Aolad Ki Tarbiyat Kesy Karen???

Kia aap Chahty Ke Aap Ki Aulad ki Islami Tarekey se Tarbiyat Ho?
Kia Aap Janna Chahty Aolad Ke Bigarny Ki Waja Kon?
Kia Aap Bacho Ko Islami Bunyadi Aqeedy Sekhana Chahty?
Kia Aap Chahty Aap Ki Aolad Khataman Nabiyeen Nabi Kareem Hazrat Muhammad S.A.W.W se Muhabbat Kary?

To Yeh Aap Ke Lye Eik Bahut Achi Kitab Hai. Jisko Application Ki Sorat Me Badal Kar Ap Sb Ke Lye isko Parhna Aur Bhi Asaan Ho Gaya Hai.


Aaj Ke dor main har insan pareshan hai ke humary bachy batmez kion hai. Un me Islam ki doori aur baro ka adab q khatam ho raha hai. Har waldein pareshan hai.

Bachy apny walden ar rishtay daro ke umeedo ka mehwar hoty hen. Islami moashary ka mufeed fard banny ke lye unki behtreen tarbiyat be had zarori hai Iss zarort ke peshe nazar Ameer Ahle Sunnat Molana Ilyas Qadri Sb ki team IT Department of Dawateislami ne eik bahut mufeed kitab "Aolad Ki Tarbiyat" likhi hai ar us me bachy ke peda hony se shadi tak tamam mamlaat 
mein Quran o Hadees se hmri rehnumai ki hai. 

Bacho Ko Islami Aqeedy Seekhayen

Aap ki tarf se apni Aolad ke Lye Behtreen tohfa achi taleem o tarbiyat hai. Aur Bacho Ki Bunyadi Taleem mein sab se aehm Islami Aqeedy seekhna hai. Yeh islye bhi ap ki zimadar hai 
ke jahan Allah pak ne humy khud ko jahanum se bachany ka hukam dia hai wahi apny ghar walo ko bhi us jahanum se bachanay ka hukam hai. Islye iss app mein ek risala/book bhi shamil
ki gai hai jis me bunyadi islami aqeedo ko assan alfaz mein bayan kia gaya hai ta ke walden ke sath sath bacho ko bhi ba asani samjh a jayen.

App Ki Khasosiyat:

* Safhay ko Pasandeeda kr sakty hen aur phr tamam pasandeeda safhaat ki mukamal list dekh sakty hen
* Apni marzi ke Safha Per ja skty hen.
* Mukamal Safhat Ki list Bhi alg se di gai hai.
* Parhny ke aitbar se dilchasp ar clear Font aur Size 
* Islami Aqeedo Per Mushtamik ek alag Portion
* Pasandeda Safha ko ap gallary mein download Bhi Kar sakty hein.

Iss behtreen Mufeed kitab/app ko download karny ko play store ke iss link se download kar saktye hain.

Friday, August 18, 2023

Mola Ali Ki Karamaat (Aur Gairullah se Madad Mangna Kesa?)


Mola Mushkil Kush Sher e Khuda Hazrat Ali R.A Ki karamaat aur Fazail




Ameer Ahle Sunnat Hazrat Allam Molan Muhammad Ilyas Qadir Attari ki likhi hoe kitab Karamaat Sher e Khuda bahut asan aur Fehrist ki sorat me parh sky gy.
aur isky sath sath aap Ghairullah se madad mangny ky baary sawal jawab bhi dekh skty hen.


Features of This App:

* Easy to use. Bahut assan he parhna
* Title of every page with page number
* Pinch Zoom in/out functionality
* Simple and Attractive layouts
* Work on Almost every Phone
* Save main point as image and Book mark favorite pages

Main Point and Topics:

* Hazrat Ali R.a ka taaruf (Introduction)
* Mola Ali mushkil kush ka thori der mein Quran Pak mukaml parhna
* Mola Ali ka khali hath per phonk marna
* Sher e Khuda Hazrat Ali ne dariya ki tughani khatam kr di
* Shahadat e Ali R.A
* Hazrat Ali R.a ki Ziyarat Ibadat hai
* Mola Ali mushkil kush jesa koi bahadur nahi hai.
* Ali tum mujh se ho
* Ahle Bait se Muhabbat ki Fazilat
* Gairullah se madad mangny ke baary sawal jawab
* Hazrat Muhammad S.A.W.W ne wafat ke bad madad Ki.
* Hazrat Mosa mazar mein Namz parhty hoye.
* Hayat e Anbiya
* Ya Ali kehna shirk he kya?
* 50 ki jaga 5 namazein
* Shirk ki Tareef
* Kis se madad mangna shirk ha?
* Olad e Ali Mushkil Kusha se husane salook
* Ahle Bait


Available for Play Store Android Mobiles:
Download Link : https://play.google.com/store/apps/details?id=com.madaniapps.islam3d.MolaAlikikaramat

Sunday, August 13, 2023

3D Text Quran


World Ever First 3D Text Quran App



A Gift for All Muslims over the world for Ramadan 
World First Al Quran in 3D Text
With Beautiful 3D Environment

*Note: If you like our this unique idea 3d Quran then please rate and give your
valuable feedback to us. If you found any error/mistake it will be unintentionally mistake please tell us immediately so we can update.

You have seen many Quranic applications with lot of features but MadaniApps has developed world ever First Beautiful 3d Quran Text application for all Muslims initially in English and Urdu ( Kanzul Eman by Alahazart Imam Ahmed Raza) text and audio translation. We have also added Prayer time with 3d background envrionment and Crystal color text view of prayers time. Also we have added the functionality of Ramadan Calendar 2022 for all the world so that they can get benefit by accurate Ramzan time of Sehri and Aftari.
Madani apps has decided to launched all famous Islamic apps in 3d text and 3d environment. Soon you will see all your favorite islamic application in 3d Text View Style. This is our first effort.

Quran 3d application has 3d text view with 360 degree of view you can zoom in/out Al Quran text, scroll down and rotate on any angle you want with movement of single finger.
For the more readability to the end user, we have added Crystal Display to attract user for reciting more Holy Quran in 3d Text.

App Features:

* Beautiful 3d Environment
* Can change font of all type of 3d/2d text. 
* Can set Backgorund images and colors
* Play audio in 3d page currently. We will add audio in other section as well
* 15 line Quran also added.
* Ramdhan Calendaar and Prayer Times Added for all countries.
* Highlighted Ruko Ayah in 15 line Quran

Check More Functionality on this Trailer:




Currently this is only available on Play Store.
Download Link: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.Islam3D.AlQuran3D&hl=en&gl=US

Milad un Nabi Biddat Ya Muhbat

Milad un Nabi Biddat Ya Muhbat? Faisla Aap Khud Karen Kia Meelad un Nabi Manana Biddat Hai? Milad Ke Bary Mein Janiyee ahm Sawal Jawab Downl...